- Get link
- X
- Other Apps
Anna Hazare ke saath HAZARO
Bharat ek lok-tantrik desh hai..par aaj kal bhrastaarchaar ke TANTRIKO ke bich fans gaya hai.aapka per chahe daldal me fansa ho..aapka dil kise ke chakkar me fansa ho..ya kisi producer ka pesa kisi flop film me fansa ho..nikaalna mushkil hai…agar kichad se apni mehgi ball nikalni ho to haath kichad me dalna hota hai..haath ganda karna padta hai..or ye bhi risk rehta hai ki aas pass wale log dekh lenge to kya kahenge.kesi kesi nazaro se dekhnge..par ye masla kichad me ball nikalne jesa hi hai…yaha koi aage aake ball nahi nikalna chahta par koi ball nikalta hai to hum usski hausla-aafzai jarur karte hai,ye ek achchi baat hai humme. Sahi waqt pe sahi kaam hona hi sahi disha me badlav lata hai..jab libia,misra me kranti ho rahi hai…kai jagah safal bhi rahi hai..uss waqt Hindustaan me Anna Hazare ka ye kadam,ek sahi disha me sahi kadam hai.pura desh world cup jitney se jyada khush hai ki anna ki mange maan li gai..Par ye kaam aaj se 10 saal pehle ho jana tha..par hume corruption se jyada ch...
Comments
Post a Comment